Woke up to the most heart breaking news! Rishi Kapoor – Priceless asset of World Cinema Theatre. The demise of two legends in the two consecutive days has made the Indian Film Industry starless and sombre. He will be alive forever in India’s heart. We thank you for your contribution and sharing your craft with us.
1: Movie: Jab Tak Hai Jaan
Dialogue: “Tu saath hokar bhi saath nahi hota, toh raahat me bi raahat nahi hoti”
Year: 2012
2-Movie: Love Aaj Kal
Dialogue: “Jane se pehle ek aakhiri baar milna kyu zaroori hota hai”
Year: 2009
3-Movie: Aurangzeb
Dialogue: “Behisaab power ya beshumar paisa, in dono me se mujhe ek to chahiye”
Year: 2013
4-Movie: Do dooni chaar
Dialogue: “Khali fees bharne se Papa ki duty khatam nahi hoti, Papa ki duty hoti hai bacchon ki khushiyan”
Year: 2010
5-Movie: Fanaa
Dialogue: “Hum aaj joh faisla karte hain, wahi hamare kal ka faisla karega”
Year: 2006
6-Movie: Deewana
Dialogue: “Main markar bhi na mar saka, aur na hi jeekar jee sakta hoon”
Year: 1992
7-Movie: Prem Rog
Dialogue: “Sabhi insaan ek jaise hi toh hote hain, wahi do haath, do paun, aankhen, kaan, chehra, sabke ek jaise hi toh hote hai. Phir kyu koi ek , sirf ek aisa hota hai jo itna pyara lgane lagta hai agar uske liye jaan bhi dene padhe to haste haste di jaa sakti hai”
Year: 1982
8-Movie: Sanam re
Dialogue: “Hum sainkadon janam lete hain, kabhi pati patni bankar, kabhi premi bankar, toh kabhi anjaan bankar. Lekin milte zaroor hai aakhir me. Nahi milenge to kahani khatam kaise hogi, isse pyaar kehte hai”
Year: 2016
9-Movie: D-Day
Dialogue: “Trigger kheench … mamla mat kheench … khinch gaya na toh bahut takleef doonga”
Year: 2013
10-Movie: D-Day
Dialogue: “Bikte toh sabhi hai … kuch paiso se kuch jazbaat se”
Year: 2013
11-Movie: Prem Rog
Dialogue: “Prem toh woh rog hai joh aasani se lagta nahi … aur jab lag jaata hai na … phir kabhi mitta nahi”
Year: 1982
12-Movie: Chandni
Dialogue: “Hum Delhi waale mulk ke saath saath … dil pe bhi hukumat karna jaante hai”
Year: 1989
13:Movie: Bol Radha Bol
Dialogue: “Insaan toh waqt ki tarah hota hai … badalte hi rehta hai”
Year: 1992
14-Movie: Shudh Desi Romance
Dialogue: “Yeh joh darr hota hai na … aadmi ko janwar banne se rokta hai”
Year: 2013
15:Movie: Jhoota Kahin Ka
Dialogue: “Subah ka bhoola agar shaam ko laute toh usse bhoola nahi kehte … par shaam ka bhoola agar subah laute toh usse doodh ka dhoola bhi toh nahi kehte”
Year: 2019
You will be missed, Sir!
Which is most powerful dialogue of Rishi Kapoor according to you, let us know in the comments sections.
Looking for more amazing dialogues from Bollywood, check out the best dialogues of Irfan Khan.