Sunny Deol, known as the He- man of the Bollywood has inspired us by his charismatic roles. He has blessed the Bollywood with his blockbuster performance. His powerful dialogue delivery is unmatched. The most talented one who could speak lengthy dialogues with loud voice. He received National awards for Ghayal and Damini. Sunny Deol is known as the Bod building man of Bollywood. He is the hero who owns all the decent films. His movies were based on social matters with a tinge of drama and entertainment. Here are some famous dialogues of Sunny Deol–
1-Jhoot aur fareb se joh jitni bhi oonchai pe khada hota hai … usse ek din utna hi neeche dekhna padta hai
Movie- Khel
2-Mard marta hai toh apni aankhen tirange ki taraf karke marta hai … aur yeh sochta hai ki firse is desh k lie kab paida hu
Movie- Jo Bole So Nihal
3-Hamara Hindustan zindabad tha, zindabad hai, aur zindabad rahega!
Movie- Gadar- Ek Prem Katha
4-Bali hamesha bakre ki di jaati hai … sher ki nahi
Movie- Singh Saab The Great
5-In haathon ne sirf hathyaar chhode hai … chalana nahi bhoole
Movie- Jeet
6-Chahe hum mein ek waqt ki roti na mile, badan pe kapde na ho, sarr pe chatt na ho … lekin jab desh ki aab ki baat aati hai tab hum jaan ki baazi laga dete hai
Movie- Indian
7-Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai … lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila … mili hai toh sirf yeh tarikh
Movie- Damini
8- Mard banne ka itna shauk hai … toh kutto ka sahara lena chhod de
Movie- Ghatak
9- Agar main apne biwi bachchon ke liye sar jhuka sakta hoon … toh main sabke sar kaat bhi sakta hoon
Movie- Gadar- Ek Prem Katha
10- Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na … toh aadmi uthta nahi … utth jata hai
Movie- Damini
11-Pinjare mein aakar sher bhi kutta ban jaata hai
Movie- Ghatak
12- Yeh mazdoor ka haath hai … loha piglakar uska aakar badal deta hai
Movie- Ghatak
13- Aadmi bada ho ya chota, koi farak nahi padta … bas uski kahani badi honi chahiye
Movie- Dhishkiyaoon
14- Isse pehle ki main tujhe gaddar karaar dekar goli maar doon … bhag ja yahan se
Movie- Border
15- Hum haath milana bhi jaante hai, haath ukhaadna bhi … hum Gandhiji ko bhi poojte hai, Chandra Shekar Azad ko bhi … main bhi pehle pyar se samjhata hoon, phir hathyar se
Movie- Indian
16- Main tera woh hashar karoonga … ke tujhe apne pehda hone par afsoos hoga
Movie- Ghayal
17- Chilaao mat … nahi toh yeh case yahin rafaa dafaa kar doonga … na tarikh na sunwai, seedha insaaf woh bhi tabartop
Movie- Damini
18- Insaaniyat ka mazhab har mazhab se ooncha hota hai
Movie- The Hero- Love story of a Spy
19- Gunday aur gundagardi yahi se janam lete hai … jisse aap police station kehte hai
Movie- Qahar
20- Kanoon aur insaaf taqatwar ke ghar ghulam bankar behte hai
Movie- Ghatak