Priyanka is one of the leading actresses in the Bollywood film industry, and she has given many blockbuster movies.There will never be replacement for this absolute gem in Bollywood. Making her place in Bollywood as well as Hollywood, she becomes the most popular actors with 82.6M of followers. Receiving numerous commendations like Padma Shri, TIME listing her in 100 most influential people in the world and 100 most powerful women by the Forbes makes her unique. Her work is wide spread and her performances make you drool over her personality. Truly an inspiration for all!
1-Aap humse humari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete, par aapne to humse humara guroor hi cheen liya
Movie- Bajirao Mastaani
2- Beete din bhoolne ke liye hote hai, yaad rakhne ke liye nahi
Movie- Karam
3- Jag me kho jane wale to kabhi kabhi mil bi jaate hai, lekin jo apne hi ghar ke aangan me kho jaye, who itni aasani se nahi milte
Movie- Bajirao Mastaani
4- Kabhi kisi ko itna bhi mat darao ki darr hi khatam ho jaye
Movie- Mary Kom
5- Sapne jab tootte hai, unki goonj ka asar bahut gehra hota hai
Movie- Fashion
6- Jo cheez kismat me nahi hoti, woh dhoondne se bhi nahi milti
Movie- Gunday
7- Jise tairna aata hota ho, use doobkar aatmahatya karne ki koshish nahi karni chahiye
Movie- 7 Khoon Maaf
8- Keechad ko dhone ke lie saaf paani ki zaroorat hoti hai, gande paani ki nahi
Movie- Jai Gangajal
9- Jab dimag koi faisla karne se inkaar karde, toh apne dil ki baat suno, mushkilen aasan hojayngi
Movie- Yakeen
10- Who to chale gaye, chhod gaye apni yaadein. Kuch adhure sapne, kuch adhure vaade
Movie- Karam
11- Yahan ke naukar, maaliko se jyada wafadar hai
Movie- 7 Khoon Maaf
12- Na jagte hue khwab dekha karo, na chaaho usse jise paa na sako, pyaar kisi ka kaha poora hota hai. Pyaar ka pehla akshar adhura hota hai
Movie- Teri Meri Kahaani
13- Us intezaar se kya gila jo tere deedar pe khatam ho
Movie- Andaaz
14- Woh wish hi kya joh aasaan ho, jisse paane mein na ho todhi si ladai … mile toh lage kuch hai paaya, varna zindagi toh humne bus yun hi bitai
Movie- Anjaana Anjaani
15- Indian aadmi jahan bhi rahe, kuch bhi kare … hamesha Indian hi rahega
Movie- Aitraaz