Nana Patekar, an Indian actor is known all over the India for his powerful and strong acting. We admire this down-to-earth person for being a downright patriotic. The fantastically talented actor who has always amazed us with his flawless movies. He is the most reasonable, genuine, honest and humble actor Bollywood has given to us. From being a nice person to a villain, he has entertained us through his movies. His efforts have always been praiseworthy. Check out best dialogues of Nana Patekar of all time!
1-Movie-Tiranga
Year- 1993
Dialogue- Apna to usool hai.. Pehle laat, fir baat, uske baad mulaqat
2-Movie- Krantiveer
Year- 1994
Dialogue- Saale apne khud ke desh me ek sui nahi bana sakte.. Aur humara desh todne ka sapna dekhte hain
3-Movie- Yeshwant
Year- 1997
Dialogue- Giro saalo giro, lekin giro toh us jharne ki tarah … joh parbat ki oonchai se girke bhi apni sundarta khone nahi deta … zameen ke teh se milke bhi apni astitva ko narth nahi hone deta
4-Movie- Welcome
Year- 2007
Dialogue- Yeh sharif log bahut badmash hote hai … sharafat ki zubaan nahi samajhte hai
5-Movie- Ghulam-E-Musthafa
Year- 1997
Dialogue- Jaan mat maangna … iski bazaar mein koi keemat nahi hai
6-Movie- Krantiveer
Year- 1994
Dialogue- Yeh Musalmaan ka khoon yeh Hindu ka khoon.. Bata isme Musalmaan ka kaunsa Hindu ka kaunsa, bata!
7-Movie- Parinda
Year- 1989
Dialogue- Yeh dukh naam ki bimari ka ilaaj kisi doctor ke paas bhi nahi … iska ilaaj khud dhoondna padta hai … dukh ko bhoolna parta hai
8-Movie- Wajood
Year- 1998
Dialogue- Kaise bataon main tumhe mere liye tum kaun ho … kaise bataon main tumhe tum dhadkanon ka geet ho, jeevan ka tum sangeet ho, tum zindagi, tum bandagi, tum roshni, tum taazgi, tum har khushi, tum pyar ho, tum preet ho, manmeet ho … aankhon mein tum, yaadon mein tum, saanson mein tum, aahon mein tum, neendon mein tum, khwaabon mein tum … tum ho meri har baat mein, tum ho mere din raat mein, tum subaah mein, tum shyaam mein, tum soch mein, tum kaam mein … mere liye paana bhi tum, mere liye khona bhi tum, mere liye hasna bhi tum, mere liye rona bhi tum aur jaagna sona bhi tum … jaaon kahin, dekhon kahin, tum ho wahan, tum ho wahin … kaise bataon main tumhe tum bin toh main kuch bhi nahi … kaise bataon main tumhe mere liye tum kaun ho
9-Movie- Parinda
Year- 1989
Dialogue- Dhande mein koi kisika bhai nahi, koi kisika beta nahi
10-Movie- Ab Tak Chappan
Year- 2004
Dialogue- Hum sab system ka hissa hai … system decide karta hai, apun follow karta hai
1 comment
Nice Post Drishti!