Image default
Movies Quotes

20 Best Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues That Taught Us About Love, Life and Friendship

Yeh Jawani hai Deewani holds a special place for all of us. The movie enjoyed by all generations is a drama of romance. The story is based upon the lives of four friends. Yeh Jawaani hai Deewani can be watched on Netflix with an IMDB rating for 7.1/10. The story is honest and compelling and its execution is remarkable. It’s a great treat for fun-loving, cheerful youth to enjoy an unconditional friendship as well as love and also how they drive their life towards their dream. So here are the Best Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues & Quotes.

1- “Badtameezi ek bimaari hai … aaisi bimaari joh dheere dheere waqt ke saath budhape mein badal jaati hai … main kehta hoon jab tak budhapa nahi aata, thodi badtameezi hi kar lete hai.” – Bunny

 Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues

2- “Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon … bus rukna nahi chahta” – Bunny

Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues

3- “22 tak padhai, 25 pe naukri, 26 pe chokri, 30 pe bacche, 60 pe retirement, aur fir maut ka intezaar. Dhat aisi ghiti piti life thodi jeena chahta hu.” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues
Yeh Jawaani Hai Deewani Dialogues

4- “Yaadein mithai ke dibbe ki tarah hoti hai, ek baar khula toh sirf ek tukda nahi kha paoge”  – Naina

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

5- “Tumhari smile kitni dangerous hai pata hai?  mere paas dil hota na, teri smile pe pakka aa jaata” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                     

6- “Life mein jitna bhi try karo, kuch na kuch toh chootega hi. Isliye yahin, isi pal ka mazza lete hai” – Naina

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                          

7- “Kuch logon ke saath rehne se hi sab theek ho jata hai” -Aditi

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                      

8- “Waqt rukta nahi, beet jata hai aur hum kharch ho jate hai” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                         

9- “Kahin pe pahunchne ke lie kahin se nikalna bahut zaruri hota hai. Sahi waqt pe kat lena chaie, warna gile shikve hone lagte hai” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                         

10- “Tum jaante nahi ki apne purane doston ke saath baith ke wahi purane kisse dohrana kya hota hai” – Naina

                               

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

11- “Agr mai tumhare saath do min aur rahi to mujhe tumse pyaar ho jayga firse. Aur tumhe nai hoga, firse” -Naina

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                         

12- “Kabhi kabhi kuch baatein humare yaadon ke kamre ki itni khidkiyaan khol deti hain ki hum dang reh jaate hai. Bahot Khubsurat hoti hai ye yaadon ki duniya, hamare beete hue kal ke chote chote tukde hamari yaadon me hamesha mehfooz rehte hai ” – Naina

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                         

13- “Shaadi ke basic concept mein hi jhol hai. Shaadi is daal chawal for pachaas saal till you die. Arey life mein thoda bahut kheema pav, tangdi kebab, hakka noodles bhi hona chahiye na!” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                       

14- “Tumhare jaisi ladkiyaan flirting ke liye nahi, Ishq ke liye bani hain” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                      

15- “Tum pehle bhi itni khoobsurat thi ya waqt ne kiya koi haseen sitam?– Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                    

16- “Khud pe daya karna band karo, aur khud se pyaar karna seekho” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                   

17- “Bunny: Tumne Paris nahi dekha hai Naina! Naina: Tumne kabhi ek bache ko janm lete dekha hai!”

– Bunny and Naina

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

18- “Tu right hai naina, bas mujhse bahot alag hai!” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                

19- “Ishq meri sehat ke liye achcha nahi hai” – Bunny

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

                                    

20- “Husn ka mazaak na uda … kahin husn ke haathon tera mazaak na ban jaaye … manchala hai, khoobsurat hai, magar ladka hai tu … tujhe ladkon aur mardon mein fark kaun samjhaye” Mohini

                              

Yeh Jawani Hai deewani dialogues

Related posts

Top 25 Bollywood Horror Movies Which You Shouldn’t Miss!

Parag Rahate

10 Best Movies of Karishma Kapoor That Made Her Iconic Star

Drishti Matlani

Top 15 best Bollywood movies of 2021 you must watch!

Anushka Das

Top 20 Best Bollywood Mystery Movies Of All Time!

Shrutika

Top 20 Best Banned Indian movies that are worth watching!

Shilpi Singh

10 Best Sanjay Mishra Movies You Must Watch

Drishti Matlani

Leave a Comment