11. The Legend of Bhagat Singh
Year – 2002
Dialogue – Khoon bahana koi badi baat nahi hai … chahe woh apna ho yah samne waale ka … badi baat toh yeh hai ki jism se tapka hua ek boond khoon, aane waali nasal ke saare ke saare khoon mein ubaala la sakta hai yah nahi
12. Baadshaho
Year – 2017
Dialogue – Char din ki zindagi hai aur aaj chautha din hai … yeh sochkar itne saal nikaal diye
13. Jaan
Year – 1996
Dialogue – Maut ke saath sirf zindagi khatam hoti hai … mohabbat nahi
14. Aakrosh
Year – 2010
Dialogue – Confidence Bahut Kutti Cheez hai, agr nishane pe lag jaye to kamaal hai warna vawaal hai
15. Shivaay
Year – 2016
Dialogue – Zaroorat se zyada usne kabhi usse maanga nahi, zaroorat se kam kabhi usne diya nahi
16. Once Upon A Time In Mumbai
Year – 2010
Dialogue – Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti … un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta
17. Baadshaaho
Year – 2017
Dialogue – Maut jab sar pe hoti hai … zindagi ki keemat tab samajh mein aati hai
18. Diljale
Year – 1996
Dialogue – Jo Jab Hindustan ko mitana chahega, mitti me mil jayega
19. Once Upon A Time In Mumbai
Year – 2010
Dialogue –Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye … un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai
20. De De Pyaar De
Year – 2019
Dialogue – Main har cheez dobara kar lunga … har jagah dobara chal lunga … har galati dobara kar lunga … har ladai dobara ladh lunga … dobara mana lunga … dobara our song chhun lunga … dobara pet name bhi soch lunga … har jhooth dobara bol lunga … har taana dobara sun lunga … har hasi dobara has lunga … har aansun dobara roh lunga … tere bina life badi jee huyi baasi si lagti hai … mujhe ek baar phir apne saath dobara jeene de na .