11-Movie- Krantiveer
Year- 1994
Dialogue- Hum bhale hi upar waale ko alag alag naam se pukarte hai … lekin hamara dharam ek hai mazhab ek hai … insaniyat
12-Movie- Raajneeti
Year- 2010
Dialogue- Raajneeti me hamesha jeet ko maan milta hai
13-Movie-Krantiveer
Year- 1994
Dialogue- Upar waala bhi upar se dekhta hoga toh usse sharam aati hogi … sochta hoga maine sabse khoobsurat cheez banayi thi, insaan … neeche dekha toh sab keede ban gaye … keede!
14-Movie- Welcome Back
Year- 2015
Dialogue- Duniya mein do hi cheezon ki keemat hai … ek zameeno ki, doosri kameeno ki
15-Movie- Taxi no. 9211
Year- 2006
Dialogue- Har koi subah nikalta hai soochke ki aaj kuch achcha hoga … raat tak bas booch achcha beheta hai
16-Movie- Ankush
Year- 1986
Dialogue- Aaj kal toh do hi logon ko kaam milta hai … joh bahut neeche hai, mazdoori karte hai … ya toh bahut oonche hai … is jaise beech waale logon ka haal toh beech waalon jaisa ho gaya hai … taali bajao aur paisa maango
17-Movie-Raju Ban Gaya Gentleman
Year- 1992
Dialogue- Sunday ke baad monday, rupaye ke char ande … khaye kisi aur ne dande, ab raj kar rahe hai mushtande
18-Movie- Wedding Anniversary
Year- 2017
Dialogue- Zindagi ka har pal aakhri samajhkar jeena chahiye … tab zindagi ka asli maza aata hai
19-Movie- Wajood
Year- 1998
Dialogue- Hamare haathon mein itni hararat hai … ki kisi bhi jism ko tarashkar Taj Mahal bana de … aur unhi haathon mein itna barood thoosa hai … ke mazboot se mazboot killay ko bhi todh de
20-Movie- Raju Ban Gaya Gentleman
Year- 1992
Dialogue- Sadak pe tamasha karne waala aur dekhne waala … dono ka taqdeer kharab hai
Which is all time superhit dialogue of Nana Patekar according to you? Let us know in the comments sections!
Looking for more amazing dialogues, check out the best dialogues of Irrfan Khan.
1 comment
Nice Post Drishti!